Dil Ibaadat Kar Raha Hai, Dhadakane Meri Sun Tujhako Main Kar Loon Haasil Lagi Hai Yahin Dhun Jindagi Ki Shaak Se Loon Kuchh Haseen Pal Main Chun Tujhako Main Kar Loon Haasil Lagi Hai Yahin Dhun
Dil Ibaadat Kar Raha Hai, Dhadakane Meri Sun Tujhako Main Kar Loon Haasil Lagi Hai Yahin Dhun Jindagi Ki Shaak Se Loon Kuchh Haseen Pal Main Chun Tujhako Main Kar Loon Haasil Lagi Hai Yahin Dhun Jo Bhi Jitane Pal Jiu, Unhe Tere Sang Jiu Jo Bhi Kal Ho Abb Mera Use Tere Sang Jiu Jo Bhi Saansein Main Bharu Unhe Tere Sang Bharu Chaahe Jo Ho Raasta Use Tere Sang Chalu Dil Ibaadat Kar Raha Hai, Dhadakane Meri Sun Tujhako Main Kar Loon Haasil Lagi Hai Yahin Dhun
(mujhako De Tu Mit Jaane Abb Khud Se Dil Mil Jaane Kyun Hai Itana Faasala Lamahe Yeh Phir Na Aane Inako Tu Na De Jaane Tu Mujhape Khud Ko De Luta Tujhe Tujhase Tod Loon Kahin Khud Se Jod Loon Meri Jismo Jaan Pe Aa Teri Khushbu Odh Loon Jo Bhi Saansein Main Bharu Unhe Tere Sang Bharu Chaahe Jo Ho Raasta Use Tere Sang Chalu Dil Ibaadat Kar Raha Hai Dhadakane Meri Sun Tujhako Main Kar Loon Haasil Lagi Hai Yahin Dhun
Baahon Mein De Bas Jaane Sine Mein De Chhup Jaane Tujh Bin Main Jaau Toh Kahaan Tujhase Hai Mujhako Paane Yaadon Ke Woh Najraane Ik Jinape Hak Ho Bas Mera Teri Yaadon Mein Rahu Tere Khaabon Mein Jagu Mujhe Dhundhein Jab Koyi Teri Aankhon Mein Milu Jo Bhi Saansein Main Bharu Unhe Tere Sang Bharu Chaahe Jo Ho Raasta Use Tere Sang Chalu Dil Ibaadat Kar Raha Hai, Dhadakane Meri Sun Tujhako Main Kar Loon Haasil Lagi Hai Yahin Dhu
The Lyrics of Tu Hi Haqeeqat Song from Kunal Deshmukh’s Tum Mile. If there are any mistakes in the Tu Hi Haqeeqat lyrics, kindly post below in the comments section, we will rectify it as soon as possible.
Tu Hi Haqeeqat - Bollywood Hindi Song Lyrics
Movie: Tum Mile (2009) Music Director: Pritam Chakraborty Director: Kunal Deshmukh Lyricist: Kumaar, Sayeed Qadri Starring: Emraan Hashmi, Soha Ali Khan Song Title: Tu Hi Haqeeqat Release Date: November 13, 2009
Tu Hi Haqeeqat Lyrics
Tu hi haqeeqat khwaab tu Dariya tu hi pyaas tu Tu hi dil ki bekarari Tu sukoon tu sukoon Jaoon main ab jab jiss jagah Paoon main tujhko uss jagah Saath hoke na ho tu hai Rubaroo rubaroo
Tu humsafar tu humkadam tu humnawah mera Tu humsafar tu humkadam tu humnawah mera
Aa tujhe inn baahon mein bhar ke Aur bhi kar loon main kareeb Tu juda ho toh lage hai Aata jaata har pal ajeeb Iss jahaan mein hai aur na hoga Mujhsa koi bhi khush naseeb Tune mujhko dil diya hai Main hoon tere sabse kareeb
Main ti toh tere dil mein hoon Main hi toh saanson mein basoon Tere dil ki dhadkanon mein Main hi hoon main hi hoon
Tu humsafar tu humkadam tu humnawah mera Tu humsafar tu humkadam tu humnawah mera
Ohhooo… Kab bhala ab ye waqt guzre Kuch pata chalta hi nahi Jabse mujhko tu mila hai Hosh kuch bhi apna nahi Uff ye teri palken ghani si Chaanv inki hai dilnasheen Ab kise dar dhoop ka hai Kyunki hain ye mujhpe bicchi
Tere bina na saans loon Tere bina na main jiyun Tere bina na ek pal bhi Reh sakoon reh sakoon
Tu hi haqeeqat khwaab tu Dariya tu hi pyaas tu Tu hi dil ki bekarari Tu sukoon tu sukoon
Tu humsafar tu humkadam tu humnawah mera Tu humsafar tu humkadam tu humnawah mera Tu humsafar tu humkadam tu humnawah mera Tu humsafar tu humkadam tu humnawah mera
Music is a universal language and Pakistani pop singer Hadiqa Kiani has proven that in her Persian number. The Kalam-e-Iqbal titled "Az Chasme Saqi" sung by Hadiqa Kiani to tribute the legendary poet Dr Muhammad Allama Iqbal. The song is sung in Persian with an English translation. The song has an Arabic vibe, which probably comes from the experience Hadiqa has had performing in the Middle East during these past few years. The song is featured in her latest music album Aasmaan.