Chin gaya teray dil ka chain
Jab chayi ghata or bhegay teray neyna
Lutt gaye teri man ki aas
Gum sum udaas ye rog tujhay sehna
Sapnay saja kay, Sapnoo say bhagey
Door samandar aag bharkay hay
Jal say bojhal, Maan kay andar
Har kinaray dhondhtay phiray
Wo heray moti hum ko mil jaain
Kuch torr kay aaye, kuch chorr kay aaye
Hum aag kay phanchi
Hum day chukay wo imtehaan
Dil par sajay jin kay nishan
Door jal raha makan
Nikla abhi hay karwaan
Dhal jayegi ye gham ki raat
Barsain gey moti phool bhi khilain gey
Chin gaye wo jo thay chiragh
un justuju or bhi gilain gey
Jab Go Jaganay
Karay Deewane
Rashini or kam chaly thay
Man kay andar asmaan wo
Har disha main dhondhtay phiray wo
Wo heray moti hum ko mil jaain
Sab chorr kay aaye, Sab torr kay aaye
Hum aag kay phanchi
Hum day chukay wo imtehaan
Dil par sajay jin kay nishan
Door jal raha makan
Nikla abhi ye karwan
Rukta nahi ye karwan
Hamaray sang chalay jo jogi banay
Hum chorr kay aaye, Hum torr kay aaye
Hum aag kay phanchi
Hum day chukay wo imtehaan
Dil par sajay jin kay nishan
Door jal raha makan
Nikla abhi ye karwan
Rukta nahi ye karwan
Hum day chukay wo imtehaan
Dil par sajay jin kay nishan
Door jal raha makan
Nikla abhi ye karwan
Rukta nahi ye karwan